Jali Toh Bujhi Na / Jali to bujhi na kasam se koyla ho gayi lagi hai bujhe na kasam se tauba ho gayi mila na koi aisa mere sapno ke jaisa chhaan ke mohalla sara dekh liya jawani chadhti jaye karega kaun upaay chhan ke mohalla sara dekh liya.